ahsan

Joined : 25 Jan 2008 Posts : 4
| Subject: ~~~~~ Murga ~~~~ Thu Mar 13, 2008 3:12 pm | |
| Poultry farm ke mallik ne tammam Murgiyon ko Order diya
"Agar tum logon ne kal se Do -- Do ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band "
Murgiya dar gayi ....sab ne do do ande diye magar ek ne sirf ek anda diya "
Mallik "tum ne 1 anda hi kyon diya "..
. . . . . . Jawab mila. . . . . . . . . "Sir ye aapke dar ki wajah se diya hai waise main to Murga hoon"----------------------------- |
|